Cough se relief paane ke homemade solutions
Aap ko bata dete hai cough and cold hone common health problem hai. Cough kisi bhi mausam mein ho sakti hai. Iske hone ke mukhya kaaran hai ice cream khaana, jyaada thandi cheezo ko khaana, Tali hui cheeze khaana or turant paani pe jaane se bhi cough hoti hai. To ye to the kuch karan jise cough hoti hai.
Ab hum kuch homemade solutions batayege jisse aap khansi ko kar sakte jaldi khatam.
1. Aap adhrak ke chote tukde kar ke rakhe ise aapko jabaan pe 15 minute tak rakhna hai or isko khaana nahi hai. Isse aapko bahut faayeda hoga. Ise aapko din mein 2 se 3 baar karna hai. Ise aapki khansi puri tarah se kam ho thik ho jaayegi.
2. Khansi ko kam karne ke liye aap ek chamach nimbhu ka ras ek katori mein le or ek chamach us mein shahed mila le or ache se mic kar le. Fir is ko pee jaaye. Ise aap din mein 1 se 2 baar pee le
3. Aap adrak, tulsi or kaali mirchi ki chaay banake pee jaaye isse aapko bahut faayeda hoga.
4. Khansi hone par shayed ka upyog kare. Ise aapko rojana subah shyaan ek chamach lena hai. Nahi to aap isse dudh mein bhi mila ke pee sakte hai. Isse aapki khansi thik ho jaayegi
5. Chaawal na khaaye. Yaad rahe aapko khansi hone par chaawal nahi khaane hai kyun ki isse aapki khansi bad jaati hai.
6. Khansi hone par aapko gun gunaa paani peena hai pure din bar. Isse aapki khansi jaldi thik ho jaayegi.
7. Tali hui cheezo ka sevan nahi karna hoga. Saath mein na to aapko jyaada namkeen or meethaa khaana hai
0 comments:
Post a comment
Add your valuable comments related to blog