![]() |
Chai ke nuksaan aur fayde |
Rojana Chai Peene ke Fayde aur Nuksaan
Chai hum har roj peete hai badi shok se. Par kya aap sach mein iske nuksaan aur fayde jaante hai. Agar nahi to hum aaj aapko bataige ki iske kuch fayde or nuksaan. Chai lag bag 90 percent log peete hai. Agar aapko achhe se is ke baare mein samajna hai to ek kaam kare aap chai bana le or ek cup mein shaan le or ise kahin alag jagah pe rakh le kareeb 1 ghante tak. Aap upar se nicotine dekhenge aur neeche se kaali chai dekhenge. Jo ki bahut hanikarak hoti hai. Chai peena zeher ke barabar ho sakta hai. Is liye chai rojana nahi peene chahiye. Agar aap aadat se majboor hai to din mein jyaada se jyaada 2 baar hi peeye.
Chai peene ke Nuksaan
• Chai Peene se blood sukhta hai. Toh hamare sharir mein kamjori thakan ho jaati hai. Is ka ehsaas shayad turant nahi hoga. Par jarur kuch time mein hoga.
• Chai Peene se acidity hoti hai. Aur aise hi aap ka pura din kharab ho sakta hai. kyun kaam mein fir maan nahi lagta hai. Jee machlane lagta hai.
• Ise peene se high blood pressure ku problem aur anya heart problem hone ki sambhavna hoti hai.
• Ise peene se bhukh nahi lagti hai.
• Isse neend bhi nahi aati hai. Toh raat ko sone se pehle ise kabhi nahi peena chahiye.
• Jyaada boil hui chai jyaada nuksaan de sakti hai appko.
• Garmi ke mausam mein iska sevan bahut jyaada hanikarak hota hai.
• Chai agar dudh wali ho to jyaada nuksaan ho sakta hai
Chai peene ke kuch Fayde
• Chai agar thandi ke mausam mein peeye to iske fayde to anek milenge jaise ki ise peene se thand kam lage gi. Khaansi ke adrak wali chai faydemand hoti hai.
• Sirdard kam karne je liye chai peene chahiye.
• Tanav dur karti hai chai.
• Herbal tea bahut faydemand hoti hai.
• Chai bina dudh ki agar aap peeyege to thik hai.
0 comments:
Post a comment
Add your valuable comments related to blog