Ghutne (Knee) pain ka ilaj hindi mein
Aaj kal jawan or aged dono ko ghutne mein dard hona ek aam baat ho gaya hai. Ghutne ka dard is liye hota hai kyun ki aaj kal khaane ki cheejon mein milavat jyaada ho rahi hai. Aise mein hume bajaar mein sabhi cheeje asli nahi milti hai. Or hum nakli cheejo se kai bar santusht kar lete hai. Hume aaj jyaada dhyaan dene ki awashyakta hai. Hume cheejo ko ache se jaane ki jaruat hai. Taaki hume koi pareshani ka samna na karna pade. Kai logo ko umra ka hisab se ghutne me dard hota hai. Dosto aaj hum aapko kuch important homemade solutions batayegr jisse aap ko doctor ki jaruat kam ya na ke barabar padegi.
Kuch Kaaran jisse Ghutne ka dard hota hai.
• Galat dang se bhaitne se ghutne ka dard hona swabhawik hai. Is liye bhaitte samay khaas dhyaan de.
• Jyaada wajan uthane se bhiye dard hota hai.
• Jyaada chalne se aur aaram na karne se ghutne ka dard hota hai.
• Khaan paan mein dhyaan na dene se aapki hadiya kamjoor hone lagti hai. Or dard bad jaata hai.
• Sharir ka weight agar jyaada hi jaaye to ye problem hoti hai.
• Sardi ke mausam ki wajah se bhi dard hota hai.
Ghutne ke dard ka homemade solutions hindi mein
• Ghutne ke dard se sek kare 5 minute daily. Sek se hume farq 70 percent tak pad jaata hai.
• Rojana 1 egg khaane se hadiya majbut hogi. Aap agar egg ka white portion hi khaayege to jyaada benefit hoga. Yellow portion ko na bhi khaayege to jyaada achha hoga. Kyun ki yellow portion khaane se cholesterol bad jaata hai.
• Agar ghutne pe sujaan hai to barf ke kuch peice ek bag mein leke. Ghutne pe ghumate rahe isse karne se sujan jaldi gayab ho jaayegi.
• Adrak ka ras bhi faydemand hota hai ghutno ke dard se. Adrak ka ras nikal le or ismein thoda honey mix kare. Kuch din is ke upyog se aap ko fark mehsoos ho jaayega.
• Akhrot khaane se bahut fayda hota hai. Kuch der tak 3 se 4 akhrot paani mein bheega le. Or fir akhrot khaa le. Isse jaldi fayda hoga appko.
• Amrood ki patti agar bajaar mein mil jaaye to use ubaal ke paste bana le or iska sevan kare.
• Gajar jarur khaaye rojana.
Ghutne ke dard ko kam karne ke homemade tips
• Ghutne pe jyaada wajan na de. Thodi exercise ghutne ki jarur kare. Thodi thodi der mein ghutne hilate rahe.
• Wajan jarur kam kare agar jyaada hai to.
• Koshish kare bar bar uthe baithe nahi.
• Knee pain se chutkara paane ke liye thodi der dhoop mein khade rahe. Isse hadiya majbut hogi.
• Haldi wala dhudh peene se dard turant kam hoga.
0 comments:
Post a comment
Add your valuable comments related to blog