Piliya ko english mein Jaundice kehte hai. Ye ek khatarnak bimari hai. Iska waqt pe ilaj karna bahut jaruri hai. Piliya se sharir peela hota jaata hai. Jaise ki aankhein, haath pair, or pura sharir. Isse bachna thik hona jaruri hai. Piliya 3 prakaar ke hote hai hapetait A, B, C. Aksar hum doctor ke paas jaate hai piliya mein hume sline, injection lagate hai. Or dawai bhi. Agar aap jaldi thik hona chahte hai. To ilaj ko jarur follow kare. Isse bahut fayda hoga. Iska ilaj turat kare neeche bataye ilaj ko follow kare aap jarur thik ho jaayege. Aur aap swasth ho jaayege.
Piliya hone ke kaaran :-
◆ Bahar ka kata fruit, nashta karna, ya koi bhi khuli cheej khaane se piliya hota hai.
◆ Acidity ke wajah se.
◆ Baar baar chai peene se.
◆ Tel se bana nashta karne se.
Piliya ke lakshan :-
◆ Piliya hone se bhukar aata hai baar baar
◆ Bhukh nahi lagti hai.
◆ Sirdard hota hai.
◆ Aankhon mein dard hota hai.
◆ Kamjori aur thakan hoti hai.
◆ Ulti jaisa lagta hai
◆ Muh me swaad nahi rehta hai.
Piliya ka gharelu ilaj hindi mein :-
◆ Sabse acha or asardar ilaj piliya ka hai wo nariyal paani. Koshish kare aap pura din isse peene ki. Isse jaldi thik ho jaayege. Khaana na khaaye. Sirf nariyal paani peeye. Aap 2 se 3 din mein khud sudaar mehsus karenge apni haalat mein
◆ Taaje gaane ka juice peeye. 2 se 3 glass peeye jarur. Isse thandak milegi. Or jaldi thik ho jaayege aap.
◆ Muli ke pate ka ras nikal ke peeye. Isse bhukh badegi. Haalat sudhrengi.
◆ Chaane ke dal se fayda hota hai piliya mein. Chaane ki dal ko paani mein pisa ke rakh de raat mein or subah dal mein se paani nikal le or daal ko khaaye fayda hoga.
◆ Nimbu ka ras baht faydemand hota hai piliya ko dur karne mein. 1 se 2 nimbu ka ras jarur peeye. Ya nimbu paani banake peeye 2 se 3 baar din mein ya fir sabjiyo mein sevan kare.
◆ Awla khaaye ya ras ka prayog jarur kare. Awla ki supari bhi khaa sakte hai aap piliya ko dur karne ke liye.
◆ Tamatar juice bana ke jarur peeye piliya mein faydemand hota hai.
Some of the beneficial home remedies for jaundice are drinking tomato juice with a pinch of salt early in the morning, or even carrot juice is highly beneficial. A high intake of lime juice is another remedy. Half cup beet root juice with half a lemon squeezed cures jaundice in a short period. visit also http://www.hashmidawakhana.org/natural-remedies-for-jaundice-treatment.html
ReplyDelete