Aksar pimples teen age mein jyaada tar hoye hai. 13 se 19. Par aise nahi hai ki 19 ke baad pimples nahi hote hai. Aaj har kisi ki khwahish hai ki unke chehre pe pimples na ho. Pimples se chehra acha nahi dikhta hai. Aur koi is pareshani se pareshan hai. Aap na jaane kya kya karte ho apne chehre ke liye. Kuch pimples face pack bajar se laate ho. Par in face wash ke upyog se pimples ghatte nahi ulte bad jaate hai. Pimples ke liye bajar se face pack laane ki jaruat nahi. Or na hi kisi aur cheej ke liye aap idhar udhar ghumne ki jaruat hai. Bas aap hamari website homemade solutions in hindi pe rojana visit kare or aap paayenge har beauty, health problems se solutions.
Pimples hone ke kaaran :-
◆ Tel se twacha bari rehne se pimples hote hai.
◆ Kisi cream ke side effects se.
◆ Oily khaane se.
◆ Dul mitti mein ghumne se.
◆ Face ka khyal na rakhne se.
Pimples hatane ke homemade ilaj / Treatment of skin Pimples :-
◆ Nimbu Tomato Pack :- Tamatar ko pees le or usmein nimbu ka ras nikal ke ache se mix kare. Bas aap ka face pack tyaar ho jaayega. Aap iska istmal kare apne face pe. Or fir apne chehre ko dho le.
◆ Aloevera :- Aloevera gel se skin moisturize hoti hai. Face se pimples utarne lagte hai. Or skin deep clean hoti hai.
◆ Rose Water :- Rose Water ka upyog kare pimples ko dur karne ke liye. Rose water bahut upyogi hota hai. Ise chehra saaf hota hai. Or face ka colour fair banta hai.
◆ Awla :- Awla powder skin ke liye acha hota hai. Awla powder ko paani mein daal ke raat mein rakh le. Subah is paani ko face pe lagay. Or masaj kar le.
◆ Neem :- Neem ke pate bahut upyogi hote hai pimples ko dur karne mein. Chehre ka oil hatane mein. Is liye kuch pate ko paani mein ubal le. Or fir is paani ko thanda hone de. Or isse chehra dhoye.
◆ Neem Soap :- Bajar se neem soap la ke rakh le. Neem Soap se chehra dho sakte hai.
0 comments:
Post a comment
Add your valuable comments related to blog