Hamare sharir ki sugar level agar bad jaaye to pareshani hoti hai agar gat jaaye to bhi pareshani hoti hai. Sugar ek common health problem hai jo aksar mitha jyaada khaane se hoti hai. Dosto jyaada mitha sehat ke liye acha nahi hota hai. Is liye hume itna mitha nahi khaana chahiye. Kyun ise bimari bhi hoti hai. Saath hi wajan bhi jaldi se badne lagta hai. Is liye hume vishesh dhyaan dena chahiye. Aaj is bimari ke shikar bahut hai. Is liye aaj hum is bimari ke gharelu ilaj batayege. Jisse sugar ko control kiya jaa sake.
Sugar hone ke Lakshan :-
◆ Pyaas jyaada lagna.
◆ Chakar aana.
◆ Thakan jaldi hona.
◆ Chot dheere dheer thik hona.
Sugar ka gharelu ilaj hindi mein / Treatment of sugar :-
◆ Awla :- Awla juice peene se sugar control mein aati hai. Rojana Awla juice 3 se 4 ml awla juice mein utni hi barabar matra mein paani daal le. Or ache se mila le. Fir peeye. Dhyaan rahe is juice ko khaale pet peene se bahut lab hoga.
◆ Jaamun :- Jaamun khaane bahut fayedemand hota hai. Jamun se sugar ko control mein kiya jaa sakta hai. Jamun khaaye or sugar ko control kare.
◆ Aam Pate :- Aam Pate sugar ke liye faydemand hote hai. Aam pate lag bag 10 ko paani mein bhega ke rakh le rat ko sone se pehle. Subah pate nikal ke. Is paani ko khaali pet peeye. Isse fayda hoga.
◆ Maithi ke daane :- Raat ko sote samay Maithi ke daane ko paani mein bhega le. Lag bag 10 gm or subah khaali pet is daane ko khaaye. Saath hi paani bhi peeye.
◆ Aloevera :- Aloevera ke Fayde kai hai. Aloevera ki ek pati ko kaat le or paani mein bhega le raat mein. Subah uth ke pati ko nikal ke paani peeye.
◆ Karela :- Karela khaana bahut acha hota hai. Karele ka juice banake peeye. Rojana karele ka juice peene se blood sugar control hota hai. Aap karele ki sabji banake bhi khaa sakte hai bahut fayedemand hoti hai sugar ke patient ke liye.
0 comments:
Post a comment
Add your valuable comments related to blog