Tulsi hajaro bimariyon ka ilaj hai. Tulsi pujniya hai. Is liye hi har ghar mein Tulsi ke paude paaye jaate hai. Tulsi ke kai bimariyan thik hoti hai. Tulsi mein antibacterial properties paayi jaati hai. Tulsi se aaj bhi bahut log upchar karte hai. Jaha doctor nahi rehte un jagah pe kai log tulsi se upchar karte hai. Bimariyan thik karne mein. Tulsi se sharir swasth rehta hai, pet se judi pareshani nahi hoti hai, chehra clean rehta hai. Hamare sharir mein majud bacteria ko marne mein tulsi bahut upyogi saabit hui hai. Ye ayurvedic treatment mein kaam aati hai.
TULSI KE FAYDE / HEALTH BENEFITS OF BASIL LEAVES :-
◆ Tulsi infection aur sharir ki sujan ko kam karti hai. Tulsi ka ras 1 chamach din mein 2 baar peene se sharir mein sujan ko khatam karne mein madad milti hai.
◆ Agar aap cough and cold se pareshan hai to chai banate samay tulsi ke patte jarur daal de. Isse aap ko cough aur cold se chutkara milega. Saath hi agar aap ko gale mein kharash ho to tulsi se bani chai peeye. Or kharash ko kare dur.
◆ Dosto tulsi ka prayog joint pain ke liye kiya jaata hai. Joint pain se rahat paane ke liye aap 350 ml paani mein 12 -15 Tulsi ke pate daal ke ubal le. Or thoda gud daal le. Jab puri tarah se thanda ho jaaye to is paani ko peeye. Aap ko joint pain se rahat milegi.
◆ Agar aapko bhukar hai to aap 400 ml paani mein Tulsi ki patti 15 - 20 daal le. Aur thodi se adrak. Saath hi thoda gud daal le. Aur kareeb 10 minute tak ubale. Fir thanda hone ke liye rakh le. Aur jab pura thanda ho jaaye tab is ko peeye. Bhukar se fayda hoga.
◆ Rojana tulsi ke patte chaaba ke khane se stress kam hota hai.
◆ Acidity nahi Hoti hai.
◆ Tulsi ka prayog andar bahar dono se kiya jaata hai. Agar khujli hai to aap Tulsi ke ras ko Nikal le or khujli ki jagah laga le. Aapko khujli se rahat milegi.
◆ Pimples se chutkara paane ke liye Tulsi ke pate ka ras Nikal le aur pimples pe laga le. Aapko aaram milega.
◆ Tulsi ke patte khane se heart ki bimari nahi Hoti hai. Aur heart swasth rehta hai.
◆ Cholesterol level normal karne mein Tulsi faydemand hoti hai.
◆ Tulsi ke patte ke sevan se daat ki samasya nahi hoti hai. Peele daat safed hote hai. Plaque nahi hoti hai.
◆ Aankhein mein lalipan ya Aankhein ki samasya ke liye aap tulsi ke paani se aankhein dho le. Aankhein achi hoti hai. Bas aap ek bartan mein paani le aur 12 tulsi ke pate daal ke rakh le. Aur 5 ghante ke baad aap tulsi ko nikal le. Aur is paani se aankhein dho le.

0 comments:
Post a comment
Add your valuable comments related to blog