Cold drink peene ke nuksan in hindi :-
Cold drink peene sharir ke liye khatarnak ho sakta hai. Is mein baari matra mein sugar paayi jaati hai. Cold drink mein pesticides bhi bahut adheek hote hai. Ise sharir ko bahut nuksan hota hai. Kai log pyaas bujhane ke liye cold drink peete hai, kai log shauk se peete hai, koi aadat se peeta hai.
Garmi mein cold drink ka sell bahut adheek hota hai. Kai log ise sharab mein mila ke peete hai. Dosto aap ye nahi jaante honge. Cold drink peene ke kuch der baad hi blood mein sugar ki matra bahut adheek ho jaati hai. Jo swasth ke liye hanikarak hoti hai. Kripya ise na peeye.
COLD DRINK KE NUKSAN HINDI MEIN :-
◆ Cold drink mein adheek matra mein sugar paayi jaane se. Sugar ki bimari ho sakti hai. Saath hi ise peene ke baad sharir mein susti mehsus hoti hai.
◆ Ise peene se paani ki kami ho jaati hai. Saath hi hadiya kamjor ho jaati hai.
◆ Ise peene se blood pressure high ho jaata hai.
◆ Daato ko kamjor kar deti hai. Cold drink peene se ye dikat hoti hai.
◆ Ise peene se dimag pe bura asar padta hai. Yaadasht kam ho jaati hai. Saath hi headache hota hai.
◆ Cold drink peene se acidity hoti hai.
◆ Neend ki pareshani hoti hai is ko lagatar peene se.
◆ Ise peene se vyavahar karne mein kharab impression padega.

nice article
ReplyDelete