Dengue treatment in hindi :-
Dengue khatarnak bimari hai jo Aedes Aegypti machar naam ke katne se hoti hai. Iske lakshan ko hume pehchana hota hai. Aaj hum is bimari ke homemade solutions batayege aur dengue ke lakshan ke baare mein baat karenge. Jisse aap ko is bimari ki pehchan asani se ho jaayegi.
Aaye jaan lete hai ki dengue ke machar kin jagah pe jyaada tar paaye jaate hai.
◆ Lake ( Taalab)
◆ Khule paani mein
◆ Dustbin mein
◆ Kachre mein
◆ kachre ki gaadi mein
◆ Naali mein
◆ Kharab paani mein
DENGUE TREATMENT IN HINDI :-
◆ Tulsi aur Shahad :- Jaise ki humne bhi bataya hai ki tulsi mein anti bacterial properties paayi jaati hai jo sharir mein majud bacteria ko maarne mein kaam karti hai. Aap 10 tulsi ke pate ko 250 ml paani mein ubaal le. Fir paani ko thanda hone de. Fir is mein thoda shahad yani ki honey mila le. Or ise pee jaye. Aap din mein ise 2 se 3 baar jarur peeye. Isse dengue kuch din mein thik ho jaayege.
◆ Vitamin C wali diet khaaye :- Khaane mein aapko jyaada se jyaada vitamin C ka prayog karna hai. Kyu ki isse sharir ki thakan kam hogi. Shakti badegi. Is liye vitamin C wali diet jarur le.
◆ Haldi ka dudh Peeye :- Haldi wala dudh peeye. Isse peene se dengue thik ho jaata hai. Aap haldi ka prayog sabjiyo mein bhi jyaada kare. Haldi sharir ke liye achi hoti hai.
◆ Anar :- Anar khane se red blood cells sharir mein badte hai. Is mein kai vitamins milte hai jaise ki vitamin A, C or E. Anar se bahut labh hota hai. Aap chahe to iska juice bhi pee sakte hai.
◆ Herbal Tea :- Herbal tea bahut faydemand hoti hai. Ye sharir ke hanikarak tatva ko nikal ne mein madad karta hai. Is liye herbal tea peena chahiye.
◆ Papite ke pate ka ras :- Papite ke pate ka ras bahut faydemand hota hai. Dengue jaise bimari ka ilaj hai papaya. 2 chamach papaya ras subah or raat mein mein peeye. Ise pachan shakti mein bhi bahut sudhaar hoga.
◆ Goat Milk :- Goat yaani ki bakri. Bakri ka dudh peene se dengue se chutkara mil jaata hai.

0 comments:
Post a comment
Add your valuable comments related to blog