Hair growth tips in hindi / Baalo ki growth ke tips :-
Aaj hum aapko hair growth ki tips batayege jisse aap follow karke apne hair grow kar sakte hai. Hamari in tips ko agar aap follow karenge to aap hair mein growth mehsus karenge. Par in mein thoda to samay lagega. Aapke baal 1 din mein to nahi badege. Par dheere dheere jarur aap anubhav karenge ki baalo mein growth ho raha hai. Aaj jo tips batayege, ye tips har kisi ke liye hai. Koi bhi ise use karke hair grow kar sakta hai.
HAIR GROWTH TIPS IN HINDI :-
◆ Hair ko grow karna hai to aap din mein jyaada se jyaada paani peeye. 4 se 5 litre paani jarur peeye.
◆ Hair grow ke liye comb jarur kare. Comb jyaada na kare, par comb na karna hai aisa bhi na soche or kare.
◆ Aapko jarur khana ache se karna hai. Khane se hume jaruri tatva milte hai. Jinse hamare sharir aur baalo ka growth hota hai.
◆ Apni diet mein Vitamin aur zinc ka prayog kare.
◆ Aap baalo ki dekh baal ke liye Aloevera ki gel mein Nimbu ka ras thoda sa milake. Sir pe laga le aur masaj kar le. Isse aapke sir ke baal nahi jadege, growth hoga aur dandruff se chutkara milega.
◆ Tension free rehna hoga. Tabhi aap hair grow kar paayenge. Nahi to bahut mushkil hoga.
◆ Neend kam se kam 7 ghante jarur le. Neend puri na hone se kai bimariyan hoti hai. Ye to sab aap jaante hi honge.
◆ Green tea peena chahiye. Green tea se hair grow kar sakte hai.
◆ 7 din mein 1 baar jarur hair scalp ko tel se maalish kare. Ise tension dur hoti hai. Hair grow hote hai.
◆ Banana ko maal kar baalo mein masaj kare. Isse aapko jyada fayda hoga.
◆ Nahane ke baad baalo ko ache se sukhane ke baad hi comb kare.
◆ Shampoo ka upyog hafte mein 2 baar hi kare. Jyaada shampoo ke upyog karne se baal kamjor hote hai or grow nahi karte hai.
ADDITIONAL TIPS :-
◆ Bus ya train se agar lamba safar kar rahe hai aap to hamesha oil aur comb apne saath carry kare. Aapko baalo ka hamesha khyal rakhna hai. Un hein bejaan nahi chod dena hai.
◆ Jaitun ke tel se maalish karne se baalo mein growth hoga.
◆ Conditioning karne se baalo mein growth hoga.

0 comments:
Post a comment
Add your valuable comments related to blog