Yoga to aaj pure vishva mein ki jaati hai. Yoga karne ke fayde bahut hai. Yoga ke prakar bahut hai. Yoga se sukh aur acha swasth praapt hota hai. Yoga na kewal hame physically strong karti hai bulki yoga se hum mentally bhi strong bante hai. Yoga hamare jeevan mein mehtvapur bhumika nibati hai. Aaj pure vishva mein yoga diwas har varsh 21 June ko manaya jaata hai. Yoga se hum judte hai aur humse yoga. Jaise pura vishva aaj yoga day manata hai. Waise hi hum sabhi ko yoga se judna chahiye.
Aaj pure vishva mein kai yog guru hai. Jaise ki India mein Baba Ramdev. Kai saare institute hai jaha yoga ki shiksha di jaati hai. Yoga ko hamare jeevan mein jarur utarana chahiye. Isse hume nayi umeed milti hai. Naya jeevan milta hai.
ROJANA YOGA KARNE KE FAYDE :-
● Yoga se saans lene mein koi dikat nahi hoti. Is liye Astama jaise bimari dur rehti hai. Yoga karne se.
● Yoga se energy milti hai. Kaam karne mein dil lagta hai.
● Sardiyon mein yoga karne se sharir garam rehta hai. Or thand nahi lagti hai.
● Yoga karne se umra bad jaati hai.
● Budhapa nahi aata hai jaldi. Agar rojana Yoga ki jaaye to.
● Pachan shakti sudharta hai.
● Pranayam karne se bhi saans lene mein koi pareshani nahi hoti hai.
● Stress jaisi pareshani dur hoti hai yoga karne se. Yoga jarur karni chahiye.
● Cholesterol kam karne mein yoga madad karta hai. Ise subah karne se jyaada fayda hota hai.
● Weight lose karne mein yoga bahut kaam aati hai. Hum barpur bhojan karte hai pure din mein. Par yoga nahi karte hai. Ye to galat hai na. Yoga na karne se khaya bhojan sab fat mein badal jaata hai. Fir motapa aa jaata hai. Is liye rojana Yoga kare.
● Yoga karne se sharir ka posture behtar hota hai. Is liye yoga jarur kare.
Yoga ke fayde aur prakar bahut hai. Bas aapko ache se karna hoga. Aap subah dosto ke saath bhi yoga kar sakte hai. Par dhyaan mein baat rakh le ki aap seriously yoga kare nahi to fayde ki jagah nuksaan bhi ho sakte hai. Aap Baba Ramdev ko TV ya mobile mein dekh ke seekh le fir yoga kare.

0 comments:
Post a comment
Add your valuable comments related to blog