Morning walk ke fayde :-
Morning walk ke fayde anek hai. Morning walk jarur karna chahiye. Ise hamare sharir swasth rehta hai. Sharir ke har ang ki kasrat ho jaati hai. Aur hum jaldi bimar nahi padte hai. Koshish kare morning walk karne ki. Shuruat mein aap ki soch ye hogi ki kaun uthega. Par jab aap walk karenge to aap khud mein farq mehsus karenge. Aap ek achi aur healthy lifestyle jee payege. Yakin maane hum jo oxygen lete hai wo puri tarah se shudh nahi hota hai. Aap ko shudh hawa ke liye morning walk karna chahiye. Subah 6 baje to aap asani se uth ke walk ke liye jaa sakte hai. Jaldi sone ki koshish kare. Dheere dheere aap hafte mein 3 se 4 baar walk ke liye jaaye. Fir aadat ho jaayegi daily walk karne ki.
MORNING WALK KE FAYDE :-
◆ Fresh air milti hai jisse bimar nahi hote hai.
◆ Aapke andar positive soch aaygi. Jisse aap life mein success achieve kar sakte hai. Ye toh baat sach he ki jo log aaj successful hai wo log subah jaldi uthke walk karte hai.
◆ Tension aur stress nahi hota hai. Jab hum walk karte hai toh hamare brain ki exercise ho jaati hai.
◆ Back pain jaisa koi pareshani nahi rehti hai. Walk karne se sharir mein pain nahi hota hai aadat lagne ke baad. Aur hamari body grow hone lagti hai.
◆ Sahi decision le sakte hai.
◆ Yaadasht achi rehti hai. Aap ye to mehsus kar hi sakte hai ki jaldi uthenge walk karenge or fir jaldi office jaa sakte hai. Ise ek punctual insaan ban jaayege. Aur logo pe aapka impression acha hi padta hai.
WALK KARTE SAMAY DHYAAN RAKHNE WALI BAATE :-
◆ Aap chote chote kadam leke hi walk kare.
◆ Walk karte samay kisi se baat na kare.
◆ Subah jaldi uthke hi walk kare.
◆ Khali pet walk kare.

0 comments:
Post a comment
Add your valuable comments related to blog